Shreya Ghoshal, Amaal Mallik
Lyrics Story by DJYoungster
Kiya hai kitna tune mere liye Main, kahe jo tu, toh hans ke mar jaaun Jo hath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon Iss duniya ke andheron mein Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein Tab tu leke naseeb aaya Mujhe yaad hai woh din aaj bhi Main chalke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahaan mein mera Tune hi gale lagaya tha Ho, mila jo tu toh har khushi mil gayi hai Ab iss se zyada aur kya maangu
Jo haath yeh rahe tеre haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaaogе toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Koi aisa pal jiya hi nahi Jis mein tera naam na liya Tere ho gaye toh humne sanam Sab se faasla bana liya
Haan tera mera safar kabhi na khatam ho Bhale hi saanson se bichhad jaaun Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Lyrics Story
Yahin Guzaar Doon
Shreya Ghoshal, Amaal Mallik
Create Instagram Story / Reel
with these lyrics on DJYoungster