Jubin Nautiyal
Lyrics Story by DJYoungster
[Intro] Main na raha, mere baad mein milega na ishq yahan Woh ishq jo in dono jahan ke bhi na mile darmiyan [Pre-Chorus]
Saaya hoon main, main saans hoon Tere saath hoon main, jaayegi ab tu jahan [Chorus] Main na raha toh kya hua?
Tere paas hai ishq mera Jo main na raha toh kya hua? Main aakhiri, main aakhiri hoon ishq tera [Post-Chorus]
Main na raha, mere baad mein milega na ishq yahan Woh ishq jo in dono jahan ke bhi na mile darmiyan [Instrumental Break] [Verse 2]
Tu hi rahegi, tu na Main na raha toh aangan aankhon mein soona Main na raha toh sheesha jo dekho Toh bheege baalon ko mere haathon se choona
Main na raha toh... [Bridge] Bahut khoob hoon, bahut khaas hoon Abhi paas hoon toh poori karein dono dastaan
Bahut khoob hoon, bahut khaas hoon Abhi paas hoon toh poori karein dono dastaan [Pre-Chorus] Ye dastaan teri-meri
Koi bhi na jaane Sach hai ya sach ka gumaan [Chorus] Main na raha toh kya hua?
Tere paas hai ishq mera Jo main na raha toh kya hua? Main aakhiri, main aakhiri hoon ishq tera [Outro]
Main na raha, mere baad mein milega na ishq yahan
Lyrics Story
Aakhri Ishq
Jubin Nautiyal
Create Instagram Story / Reel
with these lyrics on DJYoungster